Main Jis Din Bhulaa Du Lyrics - Jubin Nautiyal

 Main Jis Din Bhulaa Du Song Lyrics

                  Main Jis Din Bhulaa Du latest song presents by T-Series & Gushan Kumaar. This song was sung by Jubin Nautiyal & Tulsi Kumar. Rochak Kohli had composed this song. Main Jis Bhulaa Du Lyrics rereated by Manoj Muntashir.
                  Main Jis Din Bhulaa Du original song was sung by Mehdi Hasan & Mehnaz. Masroor Anwar had wrote Lyrics of Main Jis Din Bhulaa Du, this song was from movie Khushboo & this released in 1979. This song was composed by M Ashraf.  

Song Creadits :
Song: Main Jis Din Bhulaa Du 
Artists: Rochak Kohli 
Feat. Jubin Nautiyal And Tulsi Kumar
Music (Recreated): Rochak Kohli
Lyrics (Recreated): Manoj Muntashir

Original Song Credits
Singer: Mehdi Hasan & Mehnaz
Lyrics: Masroor Anwar
Compose : M Ashraf
Released: 1979
Movie : Khushboo

Main Jis Din Bhulaa Du Lyrics

Dil ne mere tere dil se kaha
Ishq to hai wahi jo hai be-inteha
Toone kabhi jaana hi nahi
Main hamesha se tera, tera hi raha

Ke jab tak jiyun main
Jiyun sath tere
Phir chaand ban jaaun
Teri gali ka

Main jis din bhula du
Tera pyar dil de
Woh din aakhiri ho
Meri zindagi ka

Main jis din bhula du
Tera pyar dil de
Woh din aakhiri ho
Meri zindagi ka


Na thehrega koyi aakhon mein meri
Ho na sakunga main aur kisi ka

Main jis din bhula du
Tera pyar dil de
Woh din aakhiri ho
Meri zindagi ka
Meri zindagi ka

Main woh khwab hoon jo
Kisi ne na dekha
Woh kissa hoon main jo
Bin tere tha aadha

Haan main woh khwab hoon jo
Kisi ne na dekha
Woh kissa hoon main jo
Bin tere tha aadha
Koyi cheez jachti nahi hai kasam se
Mere hath mein tere hathon se zyada

Mere raat din bhi likhe naam tere
Mere raat din bhi likhe naam tere
Zara haal dekho deewangi ka

Main jis din bhula du
Tera pyar dil de
Woh din aakhiri ho
Meri zindagi ka

Main jis din bhula du
Tera pyar dil de
Woh din aakhiri ho
Meri zindagi ka

Haan mila to mujhe tu magar der se kyun
Hamesha mujhe yeh shikayat rahegi
Laga le gale se mujhe bin bataye
Umra bhar tujhe yeh ijazat rahegi

Mujhe ab koyi gham rula na sakega
Ke tu hai bahana meri hansi ka

Main jis din bhula du
Tera pyar dil de
Woh din aakhiri ho
Meri zindagi ka

Na thehrega koyi aakhon mein meri
Ho na saunga main aur kisi ka

Main jis din bhula du
Tera pyar dil de
Woh din aakhiri ho
Meri zindagi ka
Meri zindagi ka

Khwab!
Khwab dekhe hain kabhi aap logon ne
Bahut khushnaseeb hote hain woh log
Jinhein kisi ke sath apne khwab
Poore karne ka mauka milta hai

Khwab bade aur chote nahi hote
Khwab khwab hote hain

Meri zindagi ka







Post a Comment

Connect with me.

Previous Post Next Post